Agar na hota tera aastaan gharib nawaz. Gharib ka tha thikana kahaan gharib nawaz. . . Har aadmi yahaan dil se yaqeen rakhta hai. Ke sun rahe hain meri dastaan gharib nawaz. . . Kisi gharib ka duniya me jab na ho koi. To us gharib ka hain aasra gharib nawaz. . . Hamare waste ajmer hi madina hai. Wahaan rasool-e-khuda hain yaahan gharib nawaz. . . Gharib aye hain dar par tere gharib nawaz. Karo gharib nawazi mere gharib nawaz. Sohrab Ali Qawwal Ajmeri. (the sufi Brothers music band)
Comments
Post a Comment